PYAAR KAR K DAIKHTY HAIN - LOVE SMS MESSAGES

had-e-bauqarari main doop kar aaaj hum bhi tarapty hain
is samander ki gehrai ko aaj hum bhi parakhtyhain
dukh or sukh k aashianay main aaj hum bhi rehty hain
maeee ulfat ka jaaaam aaaj hum bhi peety hain
khyalon or khwabon ki dunya main kisi ko patay hoay
sab say zyada tooot kar aaaj hum bhi kisi ko chahty hain
ksi ki bahon main khud ko samit tay ja kar
chalo aaaj hum bhi pyaaar kar k daikhty hain

0 comments:

Post a Comment